Saturday, July 21, 2012

Ajab Hai Teri Maya - Sukhwinder (2012)


Unche Unche Mandir Tere
Uncha Tera Dhaam
Hey Kailash Ke Vasi Bhole
Karte Hai Tujhe Pranam

Ajab Hai Teri Maya
Isse Koi Samajh Na Paya
Ajab Sa Khel Rachaya
Sabse Bada Hai Tera Naam
Bholenath... Bholenath... Bholenath...
Bholenath... Bholenath... Bholenath...

Ajab Hai Teri Maya
Isse Koi Samajh Na Paya
Ajab Sa Khel Rachaya
Sabse Bada Hai Tera Naam

Bholenath... Bholenath... Bholenath...
Bholenath... Bholenath... Bholenath...

Har Har Mahadev
Har Har Mahadev
Har Har Mahadev
Har Har Mahadev
Har Har Mahadev
Har Har Mahadev
Har Har Mahadev
Har Har Mahadev
Har Har Mahadev
Har Har Mahadev

Thursday, July 19, 2012

Utaro Aarti Bhole Nath Ki - Asha Bhosle


Jinki Karuna Se Tribhuvan Ke Jeev Palte Hai
Jinki Karuna Se Tribhuvan Ke Jeev Palte Hai
Ve Shiva Ji Maharaj Badan Mein Rakh Malte Hai
Utaro Aarti Bhole Nath Ki

Teen Lok Ke Data Maine Joda Hai Tumse Naata


Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata
Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata
Mann Mein Tu Hai
Tu Hi Mere Naino Mein Hai Muskata
Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata
Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata

Roop Ek Hai
Naam Hazaron Neelkanth Vishdhari
Roop Ek Hai
Naam Hazaron Neelkanth Vishdhari
Main Kis Naam Se Tujhe Pukarun Mahadev Tripurari
Pal Pal Mera
Rom Rom Hai Tere Hi Gun Gata
Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata

Teri Daya Hai
Kripa Hai Teri
Teri Daya Hai
Kripa Hai Teri
Yeh Upkaar Hai Tera
Mera Jeevan Swarg Bana Hai
Tu Sansar Hai Mera
Tujhmein Maat-Pita Ko Dekha, Dekhe Bandhu-Brahta
Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata

Tere Charano Se Ek Pal Bhi
Door Na Hone Paun
Tere Charano Se Ek Pal Bhi
Door Na Hone Paun
Jaise Boondh Mile Saagar Mein
Main Tujhmein Kho Jayun
Mujhpar Apne Prem Ka Ras Tu
Yunhi Rahe Barsata
Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata
Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata
Mann Mein Tu Hai
Tu Hi Mere Naino Mein Hai Muskata
Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata
Teen Lok Ke Data
Maine Joda Hai Tumse Naata

SHIVA PARIVAR






SHIVA N SATI - DEVON KE DEV MAHADEV





Saturday, July 14, 2012

Shamboo Ka Mil Gaya Hai Nazara Mujhe


Shamboo Ka Mil Gaya Hai Nazara Mujhe
Ab Nahin Dusare Ka Sahara Mujhe

Mujhe Shiv Shamboo Se Badhkar Nahin Sahara Hai
Ki Saare Jagat Mein Fhela Unhi Ka Nazara Hai

Ve Marghatvasi Prabhu, Bhaang Dhatura Khaye
Jo Kuch Koi Maangata, Use Wahi De Jaye

Maangate Hi Haan Maangate Hi Maangate Maangate
Maangate Hi Mila Hai Sahara Mujhe
Ab Nahin Dusare Ka Sahara Mujhe

Pyar Ke Bhukhe Hain Unke Kaam Kuch Nirale Hai
Naam Aughadani Hai, Bilkul Hi Bhole-Bhale Hai

Naam Agar Unka Jape, Japate Hi Fhal Paaye
Unki Kripa Se Turant Rang Nripati Ho Jaye.

Shamboo Ka Mil Gaya Hai Nazara Mujhe
Ab Nahin Dusare Ka Sahara Mujhe.

Friday, July 13, 2012

Shankar Teri Jatao Mein Behti Hai Nirmal Dhara


Shankar Teri Jatao Mein Behti Hai Nirmal Dhara
Hai Jogi Agam Apara
Hai Tan Bhasm Ramaye, Masthak Par Chand Suhaye
Dhavani Uthe Shabd Omkara
Hai Jogi Agam Apara…

Tum Neelkanth Kehlaye, Tere Ang Bhujang Suhaye
Kar Mein Trishul Ujiyara
Hai Jogi Agam Apara…

Bagambhar Aasan Haaye, Gauri Vaabhang Suhaye
Damroo Dhavani Hot Aapara
Hai Jogi Agam Apara…

Sur Mahisasur Nar Muni Raai, Sab Tere Dhyan Lagai
Vishambhar Agam Apara
Hai Jogi Agam Apara…

Thursday, July 12, 2012

धन धन भोलेनाथ तुम्हारे कौड़ी नहीं खजाने में, तीन लोक बस्ती में बसाये आप बसे वीराने में |

धन धन भोलेनाथ तुम्हारे कौड़ी नहीं खजाने में,
तीन लोक बस्ती में बसाये आप बसे वीराने में |

जटा जूट के मुकुट शीश पर गले में मुंडन की माला,
माथे पर छोटा चन्द्रमा कृपाल में करके व्याला |

जिसे देखकर भय ब्यापे सो गले बीच लपटे काला,
और तीसरे नेत्र में तेरे महा प्रलय की है ज्वाला |

पीने को हर भंग रंग है आक धतुरा खाने का,
तीन लोक बस्ती में बसाये आप बसे वीराने में |

नाम तुम्हारा है अनेक पर सबसे उत्तत है गंगा,
वाही ते शोभा पाई है विरासत सिर पर गंगा |

भूत बोतल संग में सोहे यह लश्कर है अति चंगा,
तीन लोक के दाता बनकर आप बने क्यों भिखमंगा |

अलख मुझे बतलाओ क्या मिलता है अलख जगाने में,
ये तो सगुण स्वरूप है निर्गुन में निर्गुन हो जाये |

पल में प्रलय करो रचना क्षण में नहीं कुछ पुण्य आपाये,
चमड़ा शेर का वस्त्र पुराने बूढ़ा बैल सवारी को |

जिस पर तुम्हारी सेवा करती, धन धन शैल कुमारी को,
क्या जान क्या देखा इसने नाथ तेरी सरदारी को |
सुन तुम्हारी ब्याह की लीला भिखमंगे के गाने में,
तीन लोक बस्ती में बसाये आप बसे वीराने में |

किसी का सुमिरन ध्यान नहीं तुम अपने ही करते हो जाप,
अपने बीच में आप समाये आप ही आप रहे हो व्याप |
हुआ मेरा मन मग्न ओ बिगड़ी ऐसे नाथ बचाने में,
तीन लोक बस्ती में बसाये आप बसे वीराने में |

कुबेर को धन दिया आपने, दिया इन्द्र को इन्द्रासन,
अपने तन पर ख़ाक रमाये पहने नागों का भूषण |
मुक्ति के दाता होकर मुक्ति तुम्हारे गाहे चरण,
"भक्त ये नाथ तुम्हारे हित से नित से करो भजन |
तीन लोक बस्ती में बसाये आप बसे वीराने में |

Jai Bolo Shiva Shankar Ki Kar Trishul Damroo Dhar Ki…

Jai Bolo Shiva Shankar Ki 
Kar Trishul Damroo Dhar Ki… 

Maathe Chand Chhata Dhari 
Shobha Sur Pur Se Bhi Nyari 
Jai Girijapati Natvar Ki 
Kar Trishul Damroo Dhar Ki… 

Gaura Pati Kundal Vale 
Ang Vibhuti Mundmaale 
Sheesh Par Shobha Vishdhar Ki 
Kar Trishul Damroo Dhar Ki… 

Antaryami Ghat-Ghat Ke 
Jata Mein Shri Ganga Chhatake 
Aayen Sadayen Har-Har Ki 
Kar Trishul Damroo Dhar Ki… 

Dil Mein Darsh Ki Asha Mere 
Vishwambhar Hai Yeh Sharan Tere 
Ho Daya Drishti Shri Prabhuvar Ki 
Kar Trishul Damroo Dhar Ki…

Wednesday, July 11, 2012

Darshan Karne Ko Aaye Hain Tumhare Bhaktjan


Shiva Shankar Ke Darbar Saji Sundar Bahar
Darshan Karne Ko Aaye Hain Tumhare Bhaktjan

Gal Rundmaal Sohe, Mastak Sohe Chanda
Haath Mein Trishul Damroo, Naach Rahe Nanda
Jata Jut Ki Majhdhaar, Bahe Gangaji Ki Dhaar
Darshan Karne Ko Aaye Hain Tumhare Bhaktjan

Saili Shingi Bhasmi Ramaye, Mudra Sohe Kone Mein
Bijiya Aak Dhatura Peeve, Mast Rahe Dhyan Mein
Sang Mein Parvati Hai Naar, Shankar Bailan Ke Avsaar
Darshan Karne Ko Aaye Hain Tumhare Bhaktjan

Neelkanth Mahadev, Devon Ka Uddhar Kiya
Pee Ke Halahal Zehar, Kanth Beech Dhaar Liya
Dev Kar Rahe Jai Jaikaar, Shankar Nirakar Aadhar
Darshan Karne Ko Aaye Hain Tumhare Bhaktjan

Shivratri Manaye Dyave, Shankar Sarkar Ki
Bhakt Vipra Yun Katha Gaave, Sharno Sajjan Haar Ki
Bhootnath Tere Dwar Bhakt Kar Rahe Jai Jaikaar
Darshan Karne Ko Aaye Hain Tumhare Bhaktjan

Tuesday, July 10, 2012

Har Har Bam Bam Ka Naara, Kawariya Jab Bolega


Nange Paav Chale Kawariya, Na Ghoda Na Haathi
Jaikaare Se Toot Jayegi, Shiv-Shankar Ki Samadhi.

Har Har Bam Bam Ka Naara, Kawariya Jab Bolega
Tarun Pukar Karenge Sevak, Shiva Ka Aasan Dolega

Bhole-Shankar Ke Deewane, Bhole Ke Darbar Chale
Shivalinga Ka Darshan Karne Ko, Leke Dil Mein Pyar Chale
Prem Tarazu Lekar Bhola, Prem Bhakt Ka Tolega.
Har Har Bam Bam Ka Naara, Kawariya Jab Bolega
Tarun Pukar Karenge Sevak, Shiva Ka Aasan Dolega.

Bholenath Karenge Raksha, Dil Mein Yeh Vishwas Hai
Bhakton Ko Lagta Hai Hardam, Baba Unke Pass Hai
Bhakton Par Sankat Aaye To, Nayan Teesara Kholega.
Har Har Bam Bam Ka Naara, Kawariya Jab Bolega
Tarun Pukar Karenge Sevak, Shiva Ka Aasan Dolega.

Nange Paavo Chalte Hain Sab, Na Ghoda Na Haathi Hai
Hans-Hans Ke Jhelenge Sankat, Baba Inka Saathi Hai
Bhakt Sab Jhoome Naache, Maaza Hai Bhang Ke Gole Ka.
Har Har Bam Bam Ka Naara, Kawariya Jab Bolega
Tarun Pukar Karenge Sevak, Shiva Ka Aasan Dolega.

Monday, July 9, 2012

Shiv Shankar Ki Mahima Dekho Sare Jag Se Nyari


Shiv Shankar Ki Mahima Dekho Sare Jag Se Nyari
Kailash Mein Jaake Baithe Nandi Ki Sawari

Bhasmi Ang Lagaye Jaape Sarpon Ki Mala Bhaye
Gaura Dekh-Dekh Dehle Ve Baith Bagal Na Paye

Bhang Dhature Ki Pee Jaye Fir Bhi Pyasa Kehlaye
Kailash Pe Vaas Kare Aur Dhuni Alakh Jagaye

Gaura Ke Yeh Saath Rahe Kailash Ke Vaasi Kehlaye
Mathura Mein Yeh Vaas Kare Rangeshwar Sada Kehlaye

Baaye Devi Parvati aur Daaye Putra Ganesha
Samne Jinke Dekho Nandi Garn Hai Saish

Jatao Se Nikale Ganga Ki Dhara
Jaake Chamke Maathe Chandrama Pyara

Ek Haath Mein Trishool Chalte Ajab Nirale
Peekar Yeh Bhang Dekh Lo Lagate Bhole-Bhale

Teesara Netra Ajab Darshaye Ise Dekh Kaal Dehlaaye
Roop Inke Pada Charan Mein Janam Safal Jo Jaye

Sunday, July 8, 2012

Jai Jai Shiva Shankar kanta lage na kankar

Jai Jai Shiva Shankar kanta lage na kankar
Ho pyala tere naam ka piya.


Main dar jayungi, majn gunn gayungi
Ho aasra tumhara liya, Jai Shiva ki
Ho Jai Shiva ki.


Asha le Bholenath dar tere aai hoon
Teri main dasi hoon, charano mein aai hoon.
Tere hi dum se khade hain Jai Shiva ki
Ho Jai Shiva ki.


Tera hi humko to rehta sahara hai
Aaya tu bhakton ne, jab bhi pukara hai
Aapno ka Bhole tu sada rakhta hai dhyan
Jai Shiva ki
Ho Jai Shiva ki.


Jag ko chhod, naata todh jo bhi bulata hai,
Usko tu Bholenath darshan dikhata hai
Bhakt dhata hai tujhko subah aur shaam
Jai Shiva ki
Ho Jai Shiva ki.

Saturday, July 7, 2012

Bhesh Kahan Na Jaye Shri Tripurari Ka.


Kya Nirala That Hai Vishdhari Ka
Bhesh Kahan Na Jaye Shri Tripurari Ka.

Hai Ang Mein Bhasm Lagaye, Aur Gale Naag Ki Mala
Shri Ganga Jata Mein Sohe, Chamke Trishool Vishala Bail Ashwari Ka
Bhesh Kahan Na Jaye Shri Tripurari Ka.

Kar Mein Damroo Dum-Dum Baaje, Pehne Baghambar Aala,
Khoob Pass Mein Nandi Ghoome, Ji Mast aur Matwala Gand Ujiyaari Ka
Bhesh Kahan Na Jaye Shri Tripurari Ka.

Lage Bhoot-Pret Sab Sohe, Aur Naache De De Taali,
Se Khadi Hai Khappar Kali, Jo Huqum Bajane Wali Dusht Sanhari Ka
Bhesh Kahan Na Jaye Shri Tripurari Ka.

Kahe Bhakt Dardi Shiv Shankar, Mahima Teri Hai Nyari
Tum Harte Kasht Janambhar Na Karte Jara Awari Sabhi Nar Naari Ka
Bhesh Kahan Na Jaye Shri Tripurari Ka.

Friday, July 6, 2012

Aai Hai Shivaratri Padharo Shankar Ji…


Aai Hai Shivaratri Padharo Shankar Ji
Ho Padharo Shankar Ji
Aarti Utaro Paar Utaro Shankar Ji Ho Utaro Shankar Ji
Tum Tann-Mann Mein Ho Mann-Mann Mein Naam Tera
Hey Neelkanth Hai Kanth-Kanth Mein Naam Tera
Ho Vedon Mein Dev Jagat Ke Pyare Shankar Ji!

Aai Hai Shivaratri Padharo Shankar Ji…

Tum Rajmahal Mein Tum Hi Bhikhari Ke Ghar Mein
Dharti Pe Tere Charan Mukut Hai Ambar Mein
Sansar Tumhari Ek Hamari Shankar Ji!

Aai Hai Shivaratri Padharo Shankar Ji…

Tum Duniya Basakar Bhasm Ramane Wale Ho
Papi Ke Bhi Rakhwale Bhole Bhale Ho
Dukhiyon Mein Bhi Do Din To Guzaro Shankar Ji!

Aai Hai Shivaratri Padharo Shankar Ji…

Kya Bhenth Chadau Nirdhan Ka Ghar Suna Hai
Le Lo Aansoo Yeh Ganga Jal Ka Namuna Hai
Ho Aakar Ke Nain Mein Charan Padharo Shankar Ji!

Aai Hai Shivaratri Padharo Shankar Ji…

Thursday, July 5, 2012

Tumko Lakhon Pranam Tumko Lakhon Pranam


Shiva Shankar Bhole-Bhale Bhakton Ke Rakhwale
Tumko Lakhon Pranam Tumko Lakhon Pranam
Tumne Yeh Sansar Banaya Sabhi Tumhari Maya Chhaya
Sarpon Ki Mala Wale Kailash Parvat Wale
Tumko Lakhon Pranam Tumko Lakhon Pranam

Tum Jal Thal Mein Tum Ambar Mein, Tum Ho Nagar-Nagar Mein
Tum Hi Lehar-Lehar Swar-Swar Mein Kahan Nahi Tum Jag Bhar Mein
Damroo Ke Bajaane Wale Dushton Ko Mitane Wale
Tumko Lakhon Pranam Tumko Lakhon Pranam

Har Har Har Mahadev Ka Naara Nar Naari Ghar-Ghar Ka Pyara
Deep Tumhara Tel Tumhara Duniya Mein Sab Khel Tumhara
Hey Khel Khilane Wale Tribhuwan Ko Bachane Wale
Tumko Lakhon Pranam Tumko Lakhon Pranam.

Wednesday, July 4, 2012

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere - 4 
Jeevan Path Par Shaam-Savere, Chaye Hai Ghanghor Andhere

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere - 2

Main Murakh Tu Antaryami
Main Sevak Tu Mera Swami
Kahe Mujhse Naata Tooda
Mann Choda
Mandir Bhi Choda
Kitni Durrrrrrrrr Lagaye Tune Jaake Kailash Pe Daire

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere

Tere Dware Jyot Jagate Yug Beete Tere Gunn Gaate
Yug Beete Tere Gunn Gaate 
Na Maangu Main Heere Moti, Mangu Bas Thodi Si Jyoti
Khali Haath Na Jayunga Main Data Dwar Se Tere

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere 

Jagat Pita Sansar Ke Data Yeh Kaisa Anyay Vidhata
Amrit Manga Tha Vish Paya Lekin Aaj Samay Woh Aaya
Apni Aankhein Tu Kholega Tera Singhasan Dolega
Woh Kaisa Bhagwan Jo Apne Bhakton Se Ankhiyaan Fhere

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere

Tuesday, July 3, 2012

O Bhole Bum Bhole, Tera Roop Hai Ajab Nirala Sa

O Bhole Bum Bhole, 
Tera Roop Hai Ajab Nirala Sa 

Adhra Chandra Mastak Par Sohe, Bhasm Rami Kul Angaa Sa 
Dam-Dam-Dam Damroo Baaje, Bahe Jatan Mein Ganga Sa 
O Bhole Bum Bhole, 
Tera Roop Hai Ajab Nirala Sa 

Karoo Naadiya Ki Asawari, Gal Mundan Ki Mala Sa 
Kar Trishul Viraje Gale Pada Bhujangi Kaala Sa 
O Bhole Bum Bhole, 
Tera Roop Hai Ajab Nirala Sa 

Trishul Pe Kailash Basaya Saare Jag Mein Nyara Sa 
Dusht Ka Tu Nashak Hai Bhakton Ka Rakhwara Sa 
O Bhole Bum Bhole, 
Tera Roop Hai Ajab Nirala Sa 

Jo Koi Dhyan Dhare Tera Shiva Shankar Kailashi Sa 
Shiv Shankar Ji Yon Kehte Shehar Lucknowasi Sa 
O Bhole Bum Bhole, 
Tera Roop Hai Ajab Nirala Sa