Monday, December 26, 2011

Mann Shiv Mein Aise Rama Hai

Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Man Shiv Mein Aise Rama Hai
Yeh Bhool Gaye Hum Kahan Hai
Saara Jag Shivmaye Dikhata
Saara Jag Shivmaye Dikhata 
Ambar Shiv
Dharti Maa Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai

Jab Dhyan Mein Aate Hai Shiv Ji
Mujhe Adbhut Shanti Milti Hai
Main Dhikla Nahi Sakta Jag Ko
Jo Mann Mein Jyoti Jalti Hai

Jab Bhool Koi Ho Jati Hai
Shiv Karte Mujhko Kshama Hai
Saara Jag Shivmaye Dikhata 
Ambar Shiv
Dharti Maa Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai

Shiv Bhakti Ka Anand Madhur
Koi Bal, Val Chal Naa Paate Hai
Yeh Woh Hi Jaane Bhakt Yahaan
Jo Shambhoomaye Ho Jaate Hai

Jaisi Murat Mann Mein Dikhati Hai - 2
Uski Na Koi Upma Hai
Saara Jag Shivmaye Dikhata 
Ambar Shiv
Dharti Maa Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai

Shiv Ki Udarata Ati Mahan
Jo Puje Woh Pa Jaate Hai
Jis Pe Ho Shiv Shamboo Ki Kripa
Woh Prani Amar Phal Paate Hai
Bhakton Ke Liye Ban Baithe Shiv 
Prashan Ki Ek Pratima Hai
 Saara Jag Shivmaye Dikhata 
Ambar Shiv
Dharti Maa Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere

Charon Oor Andhera Chaaya Kuch Na Shujhe Mujhko
Bhuli Bhataki Ek Patit Hoon, Dhund Rahi Hoon Tujhko  

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere
O Bhole Mere Kab Honge Darshan Tere
Daras Ke Pyase Nayan Hai Mere
Ab To Daras Dekha De.

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere
O Bhole Mere Kab Honge Darshan Tere

Main Maati Ka Ek Diya Hoon
Tu Hai Iski Jyoti
Ohhh
Bin Jyoti Ke Man-Mandir Mein Nahi Roshani Hoti
Sun Le Meri Karun Kahani
Ohhh
Sun Le Meri Karun Kahani
Dukh Har Le Tu Mere

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere
O Bhole Mere Kab Honge Darshan Tere

Ghir Aaye Badal Kaale-Kaale
Dhumil Padh Gaye Yeh Ujiyale
Dekh Le Mujhko Ek Nazar Tu
O Sabke Rakhwale
Sawan Bhadon Nain Hain Mere  
Ohhh
Sawan Bhadon Nain Hain मेरे
Barase Saanjh-Savere

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere
O Bhole Mere Kab Honge Darshan Tere

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere
O Bhole Mere Kab Honge Darshan Tere

ek aankh mein suraj saadha, ik mein chandrama aadha

ek aankh mein suraj saadha, ik mein chandrama aadha - (2)
do aankhon mein saadh li tune is jag ki maryaada
mere bhole baba, o shankar bhole baba - (2) - (2)
om namah shivaya - (4)

koi na jane is duniya ka kab tune nirmaan kiya
hey srishti karta kab tune, jeevan ka vardan diya
na koi samajha hai yeh ab tak, na samjhega baba
o mere bhole baba, o shankar bhole baba - (2)
om namah shivaya - (4)

hum prani hai khel khilaune, tu chahe jaise khele
teri kripa se lage huye hai, yeh jeevan ke mele
kaise chale hum sidhe path pe, tu hamko batala ja
o mere bhole baba, o shankar bhole baba - (2)
om namah shivaya - (4)